Aaina Lyrics - Hansika Pareek, Arjit Shrivastava & Aviral Kumar
Aaina Lyrics sung and starring by Hansika Pareek, music composed by Arjit Shrivastava, and lyrics penned by Aviral Kumar.
Aaina Lyrics
Verse 1
Kuch Toh Ve Rabta Sa Hai
Woh Pehli Sa Zindagi Main Kuch
Na Raha....
JagaH Dil Ve Waqt Sa Hai
Woh Khali Sa Waqt Aab Na Raha...
Chorus
Kyun Fark Bataye Na Ye Aaye Na
Kya Sach Aur Kya Khwaab Sa
Kyun Fark Bataye Na Ye Aaye Na
Kya Sach Aur Kya Khwaab Sa
Kyun Baataye Na Ye Aaye Na
Verse 2
Jo Pal Ve Rang Si Thi
Woh Tere Rang Main Range Hai
Tu Mera Naseeb Ban Gaya
Hathon Ki Meri Lakirein
Phir Hathon Se Mil Rahi Hai
Haan Mujhe Na Yakin Ho Raha
Kya Khwaab Hai Ya Haqikat Hai
Iss Pal Main Sab Tham Jaye Na
Chorus
Kyun Fark Bataye Na Ye Aaye Na
Kya Sach Aur Kya Khwaab Sa
Kyun Fark Bataye Na Ye Aaye Na
Kya Sach Aur Kya Khwaab Sa
Kyun Baataye Na Ye Aaye Na....
Song Title: Aaina
Singer: Hansika Pareek
Music: Arjit Shrivastava
Lyrics: Aviral Kumar
Featuring: Hansika Pareek
Music Label: Merchant Records